Contact us form kase banaten hai

Contact us page hamare blog (wapsight) ko visiters se jodta hai. Blog (wapsight) ke liye contact us page bhout jururi hota hai.

Contact us page kya hota hai ?? 

Ager aap ka koi blog (wapsight) hai to aap ke blog (wapsight) per aane walle visiters ko aap se contact kerta hai.contact us page ke madhyam se hamare blog (wapsight) ke visiter hum se hamesa jude rathen hai aur shabi sabal puch shakten hai. Matlb hamare blog ke liye contact us page bhout he ururi hota hai.

Contact us form kha se milta hai?? 

Contact us form hamme ek oline wapsight Foxyform se milta hai. Hum contact us form me kuch chage . Jase ki name ,email,phone number,.... jase chage rekh shakten hai.

Contact us page se kya fayda hai ??

Contact us page banne se hamare visiter ko jo bhe parsani hoti he wo use hamme dirictle batta shakten hai.
      Jab hum google adsens per account creat karten hai to wha bhe contact us page ki jururat padti hai. Issi liye contact us page hamare blog (wapsight) ke liye bhout he jururi hota hai. Contact us page ke madhyam se hamare blog per trafic bhe bhadta hai.

Contact us page kase banate hai :-

1.step → sab se phale aap Foxyform ki wapsight per jiye.


2. Step → yeha per phale options me aap ko mark kerna hai. Ki aap ko apne contact us form me kya kya rekhna hai.
3.step → phale options ko pura karne ke baad dushare option me aap ko apne contact us form ka size aur rang slect kerna hoga.
4.step → ab next option me aap ko apne gmail id dalne hoge.
5. Step → ab next option me i am not a robot per click kare.
Ab fainal step me aap ko create formular per click kare.

Ab ek new page open hoga yeha per aap ko ek HTML code hoga. Is ko copy ker ke apne blog per apply kare.
Ager aap ko nai atta ki HTML code kase dalten hai blog me to jurur phade →blog (wapsight) me html code kase dalten hai.

About this post →i hope ki aap jann chuke hong ki contact us form kase banaten hai. Ager aap ko abhi koi bhe parsane hai to aap commint lekh ker puch shakten hai. Is post ko shear kerna naa bhule.

Comments

  1. Ager aap ki samag me kuch nai aiya hai to aap comment box me comment lekh ker puch shakten hai.

    ReplyDelete
  2. Ager aap ki samag me kuch nai aiya hai to aap comment box me comment lekh ker puch shakten hai.

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog