Blog (wapsight) me HTML code kase dalten hai

Ager aap ek new blogger hai aur blogging karten hai. To aap ke liya yea jaan lena bhout jururi hai ki apne blog (wapsight) me HTML code / add css /java sprint kase apply karten hai.

HTML kya hai ??? 

Friends HTML ek type ka code hota hai jo ki hamme apne blog (wapsight) per apply kerna hota hai. Kuch ads network aur bhe bhout se olline sights hamme HTML code daten hai jo ki hamme apne blog (wapsight) per apply kerna hota hai. 
Note :- HTML ko hum add css aur java sprint bhe khaten hai.

HTML code hamare blog (wapsight) ke liye jururi kyu hai?? 

HTML code hamare blog (wapsight) ke liya itna jururi issi liya hota hai kyuki bhout se ads networks aur olline sight hamme ek code date hai. Jo hamme apne blog per apply kerna hota hai . Ajj sab sa jiyda olline networks HTML code ka he support karten hai.

HTML code ko apne blog (wapsight) me kase apply kare 

Mann le jiya ki mare pass amzon ka HTML code hai. Ab me amzon ke code ko apne blog per kase apply kerta hu.
#1.step → sab se phale aap code ko copy ker le aur apne blogger ke deshbord me jiye.aur layout ki butten per click kare.
#2.step → layout per click kare ke baad aap +add a gadget ki butten per click kare.
#3.step →  ab aap ke sambe ek new page open hoga. Is per ek HTML / Java spriet name ki butten hoga jis per aap ko click kerna hoga.
#4.step → ab aap ke samne ek new page open hoga. Yeha per aap ko titel khalo chod dena hoga. Aur neche walle box me apne HTML code ko paest ker dena. Lase me save ki butten per click ker dena.
Ab aap ka HTML code blog (wapsight) per apply ho giya hoga.

About this post → friends me aap se umied kerta hu ki aap ko mare yea pist acchi lage hoge. I hope ki ab aap shek chuke honge ki HTML code blog me kase apply kare. Is post ko shear kerna mat bhulna aur aap kese bhe pirkar ka qution pucchna chaten hai to content us me lekh ker puch shakten hai. Aur commint ker ke bhe.
   Thanks...

Comments

Popular posts from this blog