Blog (wapsight) kase banate hai

Hello friends,aap ne blogging ke bare me to sunna he hoga. Ajj bhout se log apne wapsight banna ker wapsight se acchi eraning ker raehe hai. Dosto aaj me aap ko batta hu ki aap apne wapsight (Blog) kase banna shakten hai. Wo bhe bilkul FREE .

Blog kha se baniye :-

Free me blog (wapsight) banne  ke liye Blogger bhout he achha platform he.blogger per hum apna blog banna shakten hai.
Blogger google ka he ek platform he. Blogger ko google he chalta hai.

Blogger per blog (wapsight) kase banate hai:- 

Friends blogger per free blog (wapsight) banne ke liye hamare pass gmail id hone chiyea. Ager aap ke pass gmail id he to aap blogger per free blog banna shakten hai.

#1.step → sab se phale aap Blogger per jaker log in kare.
#2.step → blogger per log in karte he aap ka blogger account ban giya hoga. Ab aap ke samne ek new page open hoga. Is page per aap ko new blog ki butten per click kerna hoga.
#3.step → new blog ki butten per click kerne ke baad aap ke samne ek new page open hoga.
1. Yeha per aap ko apne blog ka titel dena hoga.
2. Apne blog ka url (link) type kerna hoga.(asha link jo phale se kese bhe wapsight ka naa ho.)
3. Ab apne blog ki tempel chouse kare.
4.ab last me aap creat blog ki butten per click kare.

Mubrak ho!! Aap ka blogger per free blog ban giya he. Ab aap apne blog per kuch bhe post ker shakten he.

About this post :- dosto me umied kerta hu ki aap ko mare post acche lage hoge. Please is post ko shear kerna mat bhulna.

Thanks bro...

Comments

Popular posts from this blog