About us page kase baniye blog (wapsight) ke liye

About us page hamare blog (wapsight) ke liyea bhout jururi hai. About us page me hamme apne blog (wapsight) aur apne bare me jankari lekhne hoti hai.aur yea bhe batana hota hai ki visitors aap se kase contact kerne shakten hai.

About us page jururi kyu hai ?

About us page hamare wapsight (blog) ke liyea bhout jururi hai. Kyuki jab hum Google Adsense  ke liyea apply kerten hai to Google Adsense bhe about us page mangta hai. Aur about us page ke karan hi hammare visitors hum se Jude rahaten hai. Aur hammare bare me sab kuch janten hai. Issi liyea about us page hamare blog (wapsight) ke liyea bhout jururi hai.

About us page me kya kya hona chiyea :-

About us me kuch chage bhout se chege hone chiyea.
• apne bare me Puri jankari 
• apne wapsight (blog) ke bare me Puri jankari aur us ka maksad
•apna ek accha Sa photo 
• blog (wapsight) ka accha SA video (ager ho to)
• aur aap ke visited aap se  contact kase kare.....
Yea sab chage hone chiyea.

About us page kase banaten hai :-

About us page bannane ke liyea steps ko follow kare.
1.step - sab se phale apne blog ke dashboard me jiye. Aur page per click kare.
2.step - ab aap ke samne ek new page open hoga. Yeha aap ko new page per click kerna hoga.
3.step - ab new page per click kerne ke baad. Ek new page open hoga yeha aap apne bare me lekhne aur apne wapsight (blog) ke bare me lekhe.
4.step - ab apne page ko lekh ker publish ker de.

About us page ko menu me kase add kare :- 

About us page ko menu me add kerne ke liyea. Kuch steps ko follow kare.

1.step - sab se phale aap apne blog ke dashboard ke layout me liye. Aur cross-colum me eadit per click kare.

2.step - an ek new page open hoga. yeha per aap ko about us page ka option hoga weha per click kare aur last me save ker de. 
Ab aap ka page menu me add ho giya hoga. Aap us page ko apne blog (wapsight) per dhek shakten hai.

About this post - me ummied kerta hu ki aap ab apna about us page banna shakten hai.ager aap ki samag me nagi aiya he to aap mera about us page dhek le. Nahi to comment ker shakten hai. But is post ko  shear kerna naa bhule.

Thanks !

Comments

  1. Is post se Jude sabal aap comment kerne puch shakten hai.

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog